Hai Ye Paavan Bhoomi

Hai ye paavan bhoomi, yahan baar baar aana Adinath ke charnon mein, aakar ke jhuk jaana .... 2 Tere mastak mukut hai, tere kaanon mein kundal hai .... 2 Tu karuna saagar hai, mujh par karuna karna Hai ye paavan bhoomi... Tera teerth sundar hai, tu prano se pyara hai .... 2 Meri vinti sun lena, beda paar laga dena Hai ye paavan bhoomi... Teri saanwali soorat ye, mere mann ko lubhaati hai .... 2 Prabhu meri bhakti ka sweekar tu kar lena Hai ye paavan bhoomi... Shantinath के charnon mein aakar ke jhuk jaana Hai ye paavan bhoomi...

श्री केसरियाजी मंदिर, ऋषभदेव

    Hai Ye Paavan Bhoomi | Shri Kesariyaji Temple